
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Chords Download Web Sites
Lauren Daigle - T Dices (mp3 / Lyrics / Video) Lauren Daigle.Har Ek Rang Mein Yakta Ho Tum Ek Gorakh Dhandha Ho Markaz-e-justajoo, Alam-e-rang-o-boo Dam Badam Jalwagar Tu Hi Tu Chaar Soo Hoo Ke Mahol Mein, Kuch Nahin Fi-la-hoo Tum Buhat Dil Ruba, Tum Buhat Khubaroo Aarsh Ki Azmatein, Farsh Ki Abroo Tum Ho Konain Ka, Hasil-e-arzoo Aankh Ne Kar Liya Aansoo-on Se Wazoo Ab To Kar Do Ata Deed Ka Ek SudooKabhi Yahaan Tumhein Dhonda, Kabhi Wahaan PohnchaHello guys, here is our reaction on Tum Ek Goorakh Dhanda Ho USTAADNUSRATFATEHALIKHAN RAHATFATEHALIKHAN QAWWALI Reaction on Tum Ek Gorakh Dhanda HoRea.Lyrics for Tum Ek Gorakh Dhandha by Nusrat Fateh Ali Khan. Lauren Daigle You Say Lyrics + Mp3 Download. For last one month i have listen this qawali hundred times. Ev Dan SulisToday i am going to write urdu translation of a qawali performed by Nusrat Fateh Ali Khan. And, previously mentioned described Web sites enables you to strike music free download. Ev Dan Sulis, Which happens to be the very best-Notch Music Download Web sites There are plenty of web sites the place you can get on the internet music with no paying, even though other web sites give the ideal music streaming expert services.
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Chords Full Song F
Those who can do something for this poet, should come forward in getting him the recognition and status that he truely deserves.Real Name Muhammad Siddique, Takhalus Naaz and known as Naz Khialvi due to reason that he belongs to a village named as “Khiaali”. Listen to tum ek gorakhdhanda ho from nusrat fateh ali khans 50 greatest hits best of.Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan PohnchaHer Zarray Mein Kiss Shaan Say Tu Jalwa Numa HaiHairaan Hai Magar Aqal K Kaisay Hai To Kia HaiTujhay Dair-O-Haram Mein Nai Dhonda Tu Nahi MiltaMagar Tashreef Farma Tujhay Apne Dil Mein Daikha HaiDhonday Nahi Milay Ho Na Dhonday Say Kaheen TumAur Phir Yeah Tamasha Hai, Jahan Hum Hein Waheen TumPhir Samajh Mein Nahi Aata Tera Purdah KarnaDo Gharoon Ka Hai Charaagh E Kurkhe Roshan TeraJo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai, Usi Kho’ay Hoay Ko Kuch Mila HaiNa But-Khanay, Na Kabay Mein Mila Hai, Magar Totay Hoay Dil Mein Mila HaiAdam Bun Ker Kaheen To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya HaiNahi Hai Tu To Phir Inkaar Kaisa, Nafi Bhi Tairay Honay Ka Pata HaiMein Jiss Ko Keh Raha Hoon Apni Hasti, Agar Wo Tu Nahi To Aur Kia HaiNahi Aaya Khayaloon Mein Agar Tu, To Phir Mein Kaisay Samjha Tu Khuda HaiHairan Hoon Is Baat Pay, Tum Kon Ho Kia HoHaath Aao To But, Haath Na Aao To Khuda HoAqal Mein Jo Ghir Gaya La-Intiha Kiyoon Ker HoaJo Samajh Mein Aa Gaya Phir Wo Khuda Kiyoon Ker HoaFalsafi Ko Behas K Ander Khuda Milta NahiDour Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Milta NahiPata Yoon To Bata Daitay Ho Sub Ko La-Makaan ApnaTa’ajub Hai Magar Rehtay Ho Tum Tootay Hoay Dil MeinChuptay Nahi Ho, Samnay Aatay Nahi Ho Tum, Jalwa Dikha K Jalwa Dikhatay Nahi Ho TumDair O Haram K Jhagray Mita’tay Nahi Ho Tum, Jo Asal Baat Hai Wo Batatay Nahi To TumHairaan Hoon Mairay Dil Mein Sama’ay Ho Kiss Tarah, Haan’la K Do Jahan Mein Samatay Nahi To TumYeah Ma Bud O Haram, Yeah Qaleesa-o-Dair Kiyoon, Harjayii Ho Jabhi To Bata’tay Nahi To TumDil Peh Hairat Nai Ajab Rung Jama Rakha Hai, Aik Uljhi Howi Tasveer Bana Rakha HaiKuch Samajh Mein Nahi Aata K Yeah Chakkar Kia Hai, Khail Kia Tum Nai Azal Say Yeah Racha Rakha HaiRooh Ko Jism K Pingray Ka Bana Ker Qaidee, Us Pay Phir Mout Ka Pehraa Bhi Bithaa Rakha HaiDay K Tadbeer K Panchi Ko Uranay Tu Nai, Daam-E-Tadbeer Mein Her Sumt Bicha Rakha HaiKar K Araish E Qounain Ki Barsoon Tu Nai, Khatam Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha HaiLa-Makaani Ka Bahr Haal Hai Dawa Bhi Tumhein, Nahl-O-Akrab Ka Bhi Paighaam Suna Rakha HaiYeah Burai, Wo Bhalai, Yeah Jahannum, Wo Bahisht, Is Ulat Phiar Mein Farmao To Kia Rakha HaiJurm Aadam Nai Kiya Aur Saza Baitoon Ko, Adl O Insaaf Ka Mi’aar Bhi Kia Rakha HaiDai K Insaan Ko Dunya Mein Khilafat Apni, Ik Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha HaiApni Pehchaan Ki Khaatir Hai Banaya Sub Ko, Sub Ki Nazaroon Say Magar Khud Ko Chup Rakha HaiNit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Daitay Ho, Janay Kiss Jurm-E-Tamanna Ki Saza Daitay HoKabhi Kunker Ko Bana Daitay Ho Heeray Ki Kani, Kabhi Heeron Ko Bhi Mitti Mein Mila Daitay HoZindagi Kitnay He Murdoon Ko Ata Ki Jiss Nai, Wo Maseeha Bhi Saleebon Pay Saja Daitay HoKhuwahish-E-Deed Jo Kar Baithay Sir-E-Tuur Koi, Tuur Hee Bark e Tajaali Say Jala Daitay HoNalay Namrood Mein Dalwatay Ho Qudrat Na Khaleeq, Khud Hee Phir Naar Ko Gulzaar Bana Daitay HoChahay Kin Aan Mein Phainko Kabhi Maah Kinaan, Noor Yaqoob Ki Aankhon Ka Bujha Daitay HoDay Ke Yusuf Ko Kabhi Mirs K Bazaaron Mein, Aakhir Kaar Shah-E-Misr Bana Daitay HoJazb O Masti Ki Jo Manzil Pe Pohonchta Hai Koi, Baith Ker Dil Mein Anal Haq Ki Sada Daitay HoKhud He Lagwatay Ho Phir Kufr K Fatway Us Per, Khud He Mansoor Ko Sooli Peh Charha Daitay HoApni Hasti Bhi Wo Ik Rooz Gawa Baith’ta Hai, Apne Darshan Ki Lagan Jiss Ko Laga Daitay HoKoi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay HoJustujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay HoJot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay HoSohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay HoKhudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay HoJo Kehta Hoon Mana Tumhein Lagta Hai Bura Sa, Phir Bhi Hai Mujhay Tum Say Baharhaal Gila SaChup Chaap Rahay Daikhtay Tum Arsh-E-Bareen Per, Taptay Hoay Karbal Mein Mohammad Ka NawasaKiss Tarah Pilata Tha Laahu Apna Wafa Ko, Khud Teen Dino Say Wo Agarchay Tha PiyasaDushmun To Bahar Haal Thay Dumshun Magar Afsoos, Tum Nai Bhi Faraham Na Kia Pani Zara SaHer Zulm Ki Taufeeq Hai Zaalim Ki Wirasat, Mazloom K Hissay Mein Tasalli Na DilasaKal Taaj Saja Daikha Tha Jis Shaqs K Sir Per, Hai Aaj Usi Shaqs K Haathon Mein HikasaYeh Kia Hai Agar Pochon To Kehtay Ho Jawaban, Is Raaz Say Ho Sakta Nahi Koi ShanasaHar Aik Jaan Pey Ho, Laikin Pata Nahi MaloomTumahra Naam Suna Nai, Nishaan Nahi MaloomDil Say Armaan Jo Nikal Ja’ay To Jugnu Ho Ja’ay, Aur Aankhon Mein Simat Aa’ay To Aanso Ho Ja’ayJa Pe Ya Huu Ka Jo Be Hu Karay Hu Mein Kho Ker, Us Ko Sultaniyaan Mil Jaein Woh Baahu Ho Ja’ayBaalgi Ka Na Kisi Ka Ho Churi Ke Neechay, Halk-E-Asghar Mein Kabhi Teer Tarazu Ho Ja’ayRaah-E-Tehqeeq Mein Her Gaam Pay Uljhan Daikhoon, Wohi Halaat O Khayalaat Mein Anaban DaikhoonBana Ke Rah Jaata Hoon Tasaveer Pareshaani Ki, Ghaur Say Jab Bhi Kabhi Dunya Ke Darpan DaikhoonAik He Khaaq Pay Fitrat Ke Tajaadaat Itne, Itne Hisson Mein Banta Aik He Angan DaikhoonKahin Zahmat Ki Sulagti Howi Patjhar Ka Sama, Kahin Rahmat Ke Barastay Hoay Sawan DaikhonKahin Punkartay Darya, Kabhin Khamosh Pahar, Kabhi Jungle, Kahin Sahra, Kahin Gulshan DaikhoonKhoon Rulata Hai Yeh Taqseem Ka Andaaz Mujhay, Koi Dhanwaan Yahaan Per Koi Nirdhan DaikhoonDin Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Suraj, Raat Ki Maang Sitaroon Say Muzayyan DaikhonKahin Murjha’ay Howe Phool Hein Sach’chaii Ke, Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pay Bhi Joban DaikhonShams Ki Khaal Kaheen Khinchti Nazar Aati Hai, Kaheen Sarmad Ki Utarti Howi Gardan DaikhoonRaat Kia Shay Hai Sawayra Kia Hai, Yeah Ujala Yeah Andhera Kia HaiMein Bhi Naayib Hoon Tumhara Aakhir, Kiyoon Yeh Kehtay Ho K Tera Kya HaiMasjid Mandir Yeh Mekhanay, Koi Yeh Manay Koi Woh ManaySub Tere Hein Jaana Kasahanay, Koi Yeh Manay Koi Woh ManayIk Honay Ka Tere Qaail Hai, Inkaar Pay Koi Maail HaiIk Khalq Mein Shaamil Karta Hai, Ik Sub Say Akela Rehta HaiHein Dono Tere Mastanay, Koi Yeh Manay Koi Woh ManaySub Hein Jab Aashiq Tumhare Naam Ke, Kiyoon Yeh Jhagray Hein Rahim-O-Raam KeDair Mein Tu Haram Mein Tu, Arsh Pe Tu Zameen Pe TuJiss Ki Pohonch Jahan Talak Us K Liyeah Waheen Pe TuMarkaz E Justuju, Aalam E Rung O Boo, Dum Ba Dum Jalwagar Tu He Tu Chaar SuHu K Mahool Mein Kuch Nahi Illah Hu, Tum Bohot Dilruba Tum Bohot KhoobaruArsh Ki Azmatein Farsh Ki Aabro, Tum Ho Qonein Ka Haasil-E-AarzoAankh Nay Ker Lia Aanso’on Say Wazu, Ub To Ker Do Ata Deed Ka Ik SabuAao Parday Say Tum Aankh K Ru Baru, Chund Lamhay Milan Do Ghari GuftaguNaaz Jabta Phiray Ja Baja Qo Ba Qu, Wahdahu Wahdahu La Shareeka LahoFound this piece on Web. Tumhari Deed Ki Khaatir Kahan Kahan PohchaChords for amay eto dukkho dili bondhu re full song f, bb, cm, c. Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan Pohncha Ho Bhi Nahi Aur Her Jaa Ho Ho Bhi Nahi Aur Her Ja Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Her Zarray Mein Kiss Shaan Say.
Naaz sahib is of 55 years age (aprox) but he is still unmarried. The program is being broadcasted from Radio Faisalabad. His only source of income is a punjabi radio program “sandhal Dharti” which he is hosting since many years. As he bolongs to a remote area, therefore he got less chances to come in lime light. Tandlianwala is 60 miles aways from Faisalabad.Naaz Khialvi is doing Urdu and Punjaabi poetry since last 30 years (aprox).
How much revenue this qavali has earned? No body knows, it was a record breaking selling album. Naaz sahib did it for very little amount of money for Nusrat. Somebody told him about Naaz sahib and he met Naaz sahib and requested personaly to write a qavaali for him. Nusrat sahib belongs to Faisalabad and he had relations with radio people also.

